🔱 साधक लोक · Mahakali Tantra Pith
The roasting guru j.s.t का अनुभव
Koi Bhi Galat vichar aane par usko jyada samay sochne ki bajaye apne isht ko yaaad karein , nahi toh har ek vichar ko agar aap jyada sochne lage toh voh aapke muladhar me store hota hai aur us se aapki bhakti aur bhaav me antar aane lag jata hai . Nitya Ishta aur Guru ko yaad karein agar koi vichar pareshan kare toh. Jai Mata Mahakali, Jai Bhairav Baba
🔱 साधक लोक समुदाय में जुड़ें — अपना अनुभव साझा करेंप्रामाणिक तंत्र, मंत्र व साधना — Mahakali Tantra Pith